NDA kya hai Army Officer kaise bane

Jaisa ki main pichli post Army me jane ke liye kya kare me aapko bataya tha ki mai jald hee agli post Army officer se related likhung to usi kadi ko aage badate hue aaj hum is post NDA kya hai Army Officer kaise bane me janege ki Army me officer kaise bante hai. or NDA kya hota hai.

Army Officer kaise bane

NDA kya hai Army Officer kaise bane

[adinserter block=”11″]

Army me officer banne ke liye aaoko NDA, CDS, AFCAT Jaise entrance exam dena hoti hai. NDA ki exam clear karke aap tino sena Indian Airforce, Army and navy me seva ka moka mil sakta hai. agar aapme bhi kuch kar gujarne ka junun hai or desh ki seva karne ka jajba hai to aapko yah exam jarur dena chahiye.

NDA kya hota hai

NDA yani National Defence Academy jo saal me ex baar UPSC (Union public commission) dwara lee jani wali mukhy exams me se ek hai. NDA me ki exam me sirf ve candidate de sakte hai jo unmarried hai. yani jinki shadi ho chuki hai vah NDA ke liye eligible nah hote hai.

Chuki NDA tino senao ke liye Candidate select karte hai to Airforce or navy me ke liye candidate ka 12th Maths hona jaruri hota hai.  Aapka maths bahut accha hoga tabhi aap ye exam clear kar paoge.

[adinserter block=”13″]

NDA exam pattern kaisa hota hai

NDA me 2 Paper hote hai First 600 No. ka jisme General eligible test hota hai or Second hota hai Maths ka Jo ki 300 no. ka hota hai. In donlo papers me objective type question puche jate hai.

Yah post bhi pade NDA kya hai Army Officer kaise bane

General eligible test me General Knowledge or English ke question puche jate hai saath hee saath aapko others subject jaise History, Geography, Economics se related saval bhi puche jate hai. to aapko uske liye prepare hona jaruri hota hai.

English bhi kafi acchi hona chahiye aapki is exam ke liye agar aap hindi medium se hai to aapko bahut jyada mehnat karna padegi to iske liye aapko bahut pahle se prepare hona padega.  Ek baar jab aapka selection ho jata hai uske baad aapko Kisi ek sena ke liye select karke 4 year ki study ke liye bhej diya jata hai jaha aapko BE, B-tec karvaya jata hai.

[adinserter block=”11″]

Yah bhi Pade: Web Developer kaise bane | Software engineer kaise bane

Graduation ke baad NDA join kaise kare

Agar aapne BE ya B-tec jaise koi degree le hai to aapko Iske baad bhi NDA me admission mil sakta hai jiski vacancy nikalne par aap apply kar sakte hai. adhik jankari ke liye www.nda.nic.in Par ja sakte hai.

To dosto aapko yah post NDA kya hai Army Officer kaise bane kaise lage hume comment me jarur bataye or apne friends ke saath share bhi kare. koi confusion ho to aap comment ke madhyam se puch sakte hai. Is tarah ki any post padne ke liye hamara Facebook Page like karna na bhule